﷽ • بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ

Appointment

By admin (Hafiz & Amil) October 25, 2026 Ijazat-e-Aam
Hj Education • Aamilo Ki Duniya Ijazat-e-Aam
Connecting Cloud Sync...
HJ

Hafiz & Amil Irshadulqadri (Md Irfan) Verified

Hafiz & Roohani Amil Urdu Teacher Android App Developer Founder: Meezanox Enterprises
Live Slot Booking Open

Assalamu Alaikum Dosto, Main Irshadulqadri (Hj Education)!

Dekhiye, rozana mere paas WhatsApp aur YouTube se hazaron logon ke messages aur calls aate hain. Koi apne Roohani masle, Nazar-Bandish ya Istikhara ke bare mein puchna chahta hai, koi mujhse Urdu padhna ya Amliyat ka ilm seekhna chahta hai, toh koi Android App Development aur Website ke silsile mein mashwara chahta hai.

Bina appointment ke har kisi ka call uthana ya ghanto baat kar pana mumkin nahi hota. Isliye maine apni company Meezanox Technologies ke zariye yeh Smart Live Cloud Slot Booking System banaya hai. Aap niche apna waqt (Time Slot) book karein—InshaAllah aapke chune hue waqt par main khud aapse poori tawajjo ke sath baat karunga!

1. Roohani Ilaj & Hisab

Nazar-e-bad, hasad, karobari ya gharelu bandish, jinnati asarat ka mukammal Roohani Hisab aur Noori Qurani ilaj.

2. Istikhara & Ijazat-e-Amal

Kisi bade kaam ke liye sharai Istikhara ya naye talib-e-ilm ke liye mujarrab amliyat ki Ijazat aur rehnumai.

3. Online Urdu Teaching

Bilkul shuruat (Alif-Be) se lekar shuddh Urdu padhna-likhna, talaffuz (pronunciation) aur Islami kitabein samajhna seekhein.

4. App & Tech Guidance

Android App banwane, website setup, ya digital business ke liye direct mashwara.

Step 1: Apna Call Plan Chunein (Special 70% Off Offer) Jis Price Par Click Karenge Uska Fixed QR Khulega
OFFER
5 Minutes
Rs.50 Rs.29
70% OFF
10 Minutes
Rs.165 Rs.49
70% OFF
15 Minutes
Rs.199 Rs.59
70% OFF
30 Minutes
Rs.365 Rs.109
70% OFF
60 Minutes
Rs.305 Rs.179
70% OFF
Education / Ilm
Rs.1999 Rs.600
Kripya upar diye gaye 6 Plans mein se kisi ek Price par click karein!
Step 2: Date Aur Available Time Slot Chunein (Live Multi-Phone Sync)
Available: Khali Hai Selected: Chuna Gaya Waqt Booked: Book Ho Chuka Hai Time Over: Waqt Guzar Gaya
Kripya upar diye gaye boxes mein se koi ek available Time Slot select karein!
Step 3: Aapki Aur Roohani Hisab Ki Details
Kripya apna poora naam likhein.
Sahi 10-digit mobile number darj karein.
Sahi email address darj karein.
Step 4: Fixed QR Scan & 12-Digit UTR Verification
Fixed QR Code dekhne ke liye upar Step 1 mein kisi bhi Price Plan (Rs.29, Rs.49, Rs.59, Rs.109, Rs.179 ya Rs.600) par click karein!
Payment QR Code FIXED QR: Rs.49 UPI ID: appointment@jio
Payable Fee: Rs.49 Only
Pay via UPI App

PhonePe, Google Pay ya Paytm se yeh Fixed Amount QR scan karke payment karein (ya appointment@jio par bhejein) aur niche 12-ankon ka UTR / Reference No. darj karein:

Kripya 12-ankon ka sahi UPI UTR number darj karein.
⚠️ Appointment Book Karne Ke Kade Usool Aur Shartein (Zaroor Padhein):
  1. Fake UTR Par Turant Block: Bina fee jama kiye galat ya andaze se 12-ankon ka UTR number dalne walon ka slot turant cancel kar diya jayega aur unka number hamesha ke liye block kar diya jayega.
  2. Bina Booking Direct Call Mana Hai: Jab tak aapki booking confirm na ho aur aapka chuna hua Time Slot na aaye, tab tak WhatsApp par lagatar call karke pareshan na karein.
  3. Shariyat Ke Khilaf Kaam Nahi Hota: Hamare yahan sirf Qurani, Noori aur sharai tarike se Roohani Hisab aur rehnumai ki jati hai. Kisi ko najayaz nuksan pahunchane ya haram kaam ke liye bilkul sampark na karein.
  4. Waqt Ki Pabandi: Jo Time Slot aapne chuna hai, us waqt apna phone network mein aur chalu rakhein. Namaz ke waqt ya kisi zaroori masroofiyat ki wajah se call 5-10 minute aage-piche ho sakti hai, isliye sabr rakhein.
  5. Mukhtasar Aur Saaf Baat: Call shuru hote hi apna Booking Token ID batayein aur jitne minute ka plan liya hai usi waqt ke andar seedhe apne masle ki baat karein.
  6. No Refund Policy: Ek baar Time Slot lock hone aur hamara waqt aapke liye reserve hone ke baad fee wapas (refund) nahi hogi. Haan, agar kisi wajah se us waqt baat na ho payi toh aapko agla slot de diya jayega.
Appointment book karne ke liye upar Checkbox par tick (Agree) karna zaroori hai!

Alhamdulillah! Aapka Time Slot Lock Ho Gaya Hai

Ab niche diye gaye green WhatsApp button par click karke apni booking slip +91 8882723654 par bhej dein (aur payment ka screenshot bhi bhej dein):

Aam Sawal Aur Unke Jawab (FAQs)
1. Payment karne ke baad 12-Digit UTR number kahan milta hai?

Jab aap PhonePe, Google Pay ya Paytm se QR scan karke payment karte hain, toh payment successful hone wali screen par "View Details" mein 12-ankon ka UTR ya UPI Transaction ID likha hota hai (jaise: 431289XXXXXX). Wahi 12 number aapko Step 4 mein bharna hai.

2. Kya booking ke baad mujhe khud call karna hoga ya samne se call aayega?

Jab aap form bhar kar WhatsApp (`8882723654`) par apni Booking Token Slip aur payment screenshot bhej denge, toh aapke chune hue Time Slot par ya toh hamari taraf se call aayega ya aapko WhatsApp par "Ready for Call" ka message bhej diya jayega.

3. Agar mujhe Urdu padhna seekhna hai ya App banwana hai toh kaunsa plan chunein?

Shuruati jankari ya chhote mashware ke liye aap 10 ya 15 minute wala plan le sakte hain, aur agar poori class ya project discussion karna hai toh 30 Minute, 60 Minute ya Rs.600 wala Special Education Plan chunein.

Sadqa-e-Jariya: Is post ko aage share karein